Javed Jaffrey Pens An Eye Opening Poem On Religious Divide In India!

    Javed Jaffrey Pens An Eye Opening Poem On Religious Divide In India!

    India still reels under the yoke of religious intolerance and hatred for various sects and cultures. Those who've expressed their concern and sentiments over this issue so far have faced backlash and criticism from all the sections of the society. 

    Celebrated comedian and actor Javed Jaffrey recently went on to narrate an opening poem in Bangaluru during the annual convention organized by Janab Aga Sultan Sahab. 

    Here's an excerpt from his speech:

    Nafraton ka asar dekho, Janwaron ka batwara ho gaya,

    Gai Hindu ho gayee aur bakra Musalman ho gaya.

    Ye ped ye patte ye shakhein bhi pareshan ho jayein,

    Agar parinde bhi Hindu aur Musalman ho jayein.

    Sukhe mewe bhi ye dekh kar pareshan ho gaye,

    Na jaane kab nariyal Hindu aur khajoor Musalman ho gaye.

    Jis tarah se dharm rangon ko bhi baant-te ja rahein hain,

    ki hara musalman ka hai aur laal Hinduon ka rang hai,

    Toh woh din bhi door nahin, jab saari-ki-saari hari sabziyan Musalmanon ki ho jayengi

    Aur Hinduon ke hisse bas gajar aur tamatar hi aayenge

    Ab samajh nahin aa raha is tarbooz kiske hisse jayega, Yeh toh bechara upar se Musalman aur andar se Hindu reh jayega.

    Watch it here: