Sunny Deol Saab The Great

    Sunny Deol Saab The Great

    After a frenzy of mediocre comedy films, our Sunny Paaji is returning to his filmy roots of action with Singh Saab The Great! Sunny Deol, the winner of two National Awards (bet you didn't know that!), is finally lifting his ‘Dhai Kilo Ka Haath’ to bash some bad guys on the silver screen.

    Join us as we reminisce some of the most glorious dialogues of his career!


    Sunny Deol Saab The Great


    1.Agar saaton ek hi baap ke hain toh ruk nahi toh kasam ganga maiya ki...ghar me ghus ghus ke maaroonga, saaton ko ek saath maaroonga. (Ghatak)



    2. Utaar ke phenk do ye wardi aur pehan lo Balwant Rai ke naam ka patta apne gale mein...Balwant Rai ke Kutton. (Ghayal)


    Sunny Deol Saab The Great


    3. Yeh dhai kilo ka haath jab kisipe padtha hai na, toh aadmin ut-tha nahi uthh jaata hai. (Damini)



    4. Tareekh pe tareekh, tareekh pe tareekh, tareekh pe tareekh milti gayi My Lord, Per insaaf nahi mila. (Damini)



    5. Paanch baje ke baad shuru hoti hai Deva ki adalat. (Ziddi)



    6. Agar aapka Pakistan zindabad hai toh isme haemin koi aitraaz nahi lekin hamara Hindustan zindabad tha aur zindabad rahega. (Gadar)



    7.Jatt risky after balti bhar whiskey. (Yamla Pagla Deewana)



    8. No if no but, sirf jatt! (Jo Bole So Nihaal)



    9.Kajal, tum meri ho. In haathon ne hathiyaar chhode hain, unhe chalana nahi bhule. Agar iss chaukhat pe baraat aayi toh doli ki jagah arthiyan uthengi. Laashein bicha dunga laashein. (Jeet)